South Korea Plane Crash (3D Animation)

Your video will begin in 10
Skip ad (5)
How to write copy that sells

Thanks! Share it with your friends!

You disliked this video. Thanks for the feedback!

Added by admin
29 Views
Ye concrete ki wall localizer system ko support karne ke liye banayi gayi thi. Localizer system ko samajhne se pehle dhyaan do ki kuch limited seats hi bachi hain kuch dino baad hone wali AI-Masterclass ki. professorofhow.com/ai par jaao ya fir Bio mein di gyi link ki madad se abhi ki abhi register karo. Anyways, Localizer system ek part hai ILS (Instrument Landing System) ka, jo pilots ko runway ke saath sahi alignment mein land karne mein madad karta hai. Ye system especially tab kaam aata hai jab visibility kharab ho, jaise fog ya bad weather mein.

Lekin zyada-tar airports par runways ke paas aise solid barriers nahi hote. Unki jagah, airplane ko rokne ke liye waha soft materials use kiye jaate hain jo impact hone par toot jaayein. Iska maksad ye hota hai ki agar plane runway cross karke waha tak pahunch bhi jaye, toh damage kam se kam ho.

Lekin is wall ne situation aur kharab kar di, kyunki jab plane high speed se isse takraya, toh severe damage hua. Ab experts yeh sawaal utha rahe hain ki kya is wall ka design safety ke liye alag hona chahiye tha, taaki is tarah ke accidents avoid kiye ja sakein.
Category
BOOST YOUR BUSINESS WITH SYSTEME.IO
Tags
South Korea Plane Crash

Post your comment

Comments

Be the first to comment